Friday, January 15, 2010

EK BAAR


Ek baar ankhon mein ank daalke to dekho, pyaar jalakta hai ki nahin
Ek kadam badake to dekho, raah milta hai ki nahin! milta hai na?
Ek baar haath batake tho dekho, kaam hota hai ki nahin!
ek baar muskurake tho dekho, duniya apnata hai ki nahin!
ek baar naam lekhe to dekho, jeevan safal hota hai ki nahin!